Kaila Devi Temple

Kaila Devi ko Chamunda Devi aur Durga ka roop mana jata hai. Har saal lakhon bhakt yahan darshan karne aate hain, khaaskar Chaitra Navratri ke dauran.






Architecture of the Temple

Mandir ka nirman Rajasthani aur Mughal kala ka ek shandaar mishran hai.
Mandir marble (sangmarmar) se bana hai, jisme lal aur safed pathar ka prayog hua hai.
Mandir ke gumbad aur pravesh dwar par naqqashi aur kalatmak moortiyan bani hui hain.
Mandir mein Kaila Devi ke alawa aur bhi devi-devtaon ke chhote mandir hain.
How to Reach to Temple
By Air:
- Nearest Airport: Jaipur International Airport (170 km approx.)
- Jaipur se Karauli tak taxi ya bus milti hai.
By Train:
- Nearest Railway Station: Gangapur City (35 km)
- Wahaan se taxi/auto easily available hai mandir ke liye.
By Road:
- Karauli sheher se Kaila Devi Mandir tak road achhi hai.
- Jaipur, Agra, Delhi se buses aur private taxis available hain.
- National Highway se Karauli connected hai.

Temple Timings
